UP nikay chunav amethi ka ye mamla hai Jahan Kahin aur nahin balki Thane mein
Daroga sahit Tamam Ala Adhikariyo ke Samne Do mananiy Bheed Gaye
Samajwadi Party ke amethi se Vidhayak Rakesh Pratap Singh Bhajpa Nagarpalika pratyashi
Rashmi Singh ke pati Ko Jamkar Peeta Video mein saaf Dikhai De raha Hey ke donon
netaon ke bich abhadra Batchit chal rahi hai Uske bad Samajwadi Party ke Vidhayak
Aag Babula hokar Laat Ghuson Ki Barsat kar dete Hain Is Kam Main Hath batane unke
samarthak bhi AaJaate Hain Aur gavah banti hai UP Police Dekhna yah hai ki Kanoon Ke
Samne Hui is ghatna per kya kaarvayi ki Jaati Hai